mey holi ke bare me kuch likhunga.
aap log jo holi khelte ho,keya jante ho holi kon thhe.holi ko kiu jala dia jata. hiranya kasyap karke ek raksas tha.o bramha se bardan lia tha ke use koi hara na paey.o na din me mare na rat me.na use nar mar paye na nari.na devta mar sake na raksas.o sabko bola ab bishnu ka puja na kare balki unka puja kare.lekin unka putra prahallad bishnu ka vakt thha.prahallad jee bishnu ka puja bandh nehi kia.naraj ho kar hiranya kasyap prahallad ko marne ki bahat kousis kia.bishnu ki kripa se prahallad ko kuch nehi hua.hiranya kasyap ka behen holika ne boli unko agme na jalne ka bardan hey.prahallad ko holika ne god me lekar aag ke upar bayth gei taki prahallad jal jai aur holika ko kuch nehi hoga. Lekin bishnu ka kripa se holia jal gei aur prahallad ko kuch nehi hua.tab se e riti chalu ho geya ke har sal holika ko jalakar holi manaya jati hey. dhannybad.
Friday, 23 March 2018
holi ke jankari
Subscribe to:
Posts (Atom)


